Mujh Se Pehli Si Muhabbat Humera Channa Nabeel Shaukat Coke Studio Video HD

Video: Mujh Se Pehli Si Muhabbat Humera Channa Nabeel Shaukat Coke Studio Video HD

Mujh Se Pehli Si Muhabbat Humera Channa Nabeel Shaukat Coke Studio Video HD Hindi.


Video Details

Artist

Humera Channa,Nabeel Shauka

Music Mekaal Hasan
Lyrics Faiz Ahmed Faiz
Label Coke Studio
Category Hindi

Produced & Directed by Strings
Music Directed by Mekaal Hasan
Originally composed by Rashid Attre
Lyrics by Faiz Ahmed Faiz

Bringing an avant-garde aesthetic to the Coke Studio landscape, Mekaal Hasans debut as a music director finds him taking a classic ghazal and framing it with progressive and experimental tropes. Unleashing his signature sound, courtesy of a lush guitar tone and Ahsan Pappus emotive flute-playing, Hasan creates a carefully constructed soundscape fitting for the themes of rapture and cruelty that Faiz touches upon in his poetry. The silvery vocals of Humera Channa paired with the honeyed tone of Nabeel Shaukats voice make for a fantastic combination to take on this humble tribute to Malika-e-Tarranum, Noor Jehan.

Houseband
Imran Akhoond (Guitars)
Aahad Nayani (Drums)
Kamran Mannu’ Zafar (Bass)
Babar Khanna (Dholak/Tabla)
Haider Ali (Keyboards/Piano)
Omran Shafique (Guitars)
Abdul Aziz Kazi (Percussions)

Guest Musicians
Mohammad Ahsan Pappu (Flute)
Sajid Ali (Flute)
Zain Ahsan (Ukulele)

Mujh Se Pehli Si Muhabbat Licensed by EMI Pakistan

lyrics

Mujh se pehli si muhabbat
Mere mahboob na maang x (4)
Maine samjha tha ke tu hai
To darakhshan hai hayat
Tera gham hai to
Gham-e dehar ka jhagda kya hai
Teri surat se hai
Alam mein baharon ko sabaat
Teri aakhon ke siva
Duniya mein rakha kya hai x (2)
Tu jo mil jaaye to
Taqdeer nigun ho jaaye
Yoon na tha maine faqat
Chaaha tha yoon ho jaaye
Mujh se pehli si muhabbat
Mere mahboob na maang x (2)
Anginat sadiyon ke tareek bahimana talism
Anginat sadiyon ke tareek bahimana talism
Resham-o-athlas-o kam khwab mein bunwaye hoye
Ja-ba-ja bikte hoye koocha-o bazar mein jism
Khaak mein lithde hoye khoon mein nehlaye hoye
Laut jaati hai udhar ko bhi nazar kya keeje
Ab bhi dilkash hai tera husn magar kya keeje
Ab bhi dilkash hai tera husn magar kya keeje
Aur bhi dukh hain zamane mein muhabbat ke siva
Rahatein aur bhi hain wasl ki rahat ke siva
Mujh se pehli si muhabbat
Mere mahboob na maang x (4)


Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*