Interview Ikka JSL Video HD

Video: Interview Ikka JSL Video HD

Interview Ikka JSL Video HD Hindi.


Video Details

Artist

Ikka

Music Jsl
Lyrics Ikka
Label Fab Entertainment
Category Hindi

Fab Entertainment presents the official video of the song “Interview”, based on Ikka’s real life story.

Song : Interview
Artist : Ikka
Producer : Arun Tanwar
Music By : JSL
Directed By : Inflict
D.O.P : Vishal Anand
Label : Fab Entertainment
Production : Purple Sparks Media.
Digital Publicity: ST Networks

lyrics

vaisa tha mera kal, aisa hai mera aaj
kuch diye khol maine, kuch rakhe raaj
kuch rakhe raaj, maine kuch rakhe raaj
maine kuch rakhe raaj, kuch rakhe raaj
vaisa tha mera kal, aisa hai mera aaj
kuch diye khol maine, kuch rakhe raaj
kuchh rakhe raaj, maine kuch rakhe raaj
maine kuch rakhe raaj, kuch rakhe raaj
bachpan mein shraarti mein, padhai mein kamzor tha
apne ghar mein chori karta, chota mota chor da
chori krke leta mein, comics or khiloney tha
maa thi bda maarti, aur kaam mera rona tha
pita ji peekar atey, roz hi sharaab
achi khasi nhi thi, thi zindagi khrab
roz ki ldai maa baap ki, maine hotey dekhi
kamra band krke maa, apni maine roti dekhi
anda fatti, kali jota, laddu baaz poora tha
dkhta tha cartoon mein, uske bin adhoora tha
dost yaar ghar ke bahr, der raat rehta tha
yhi mere bhai log, unse mein kehta tha
kai baar badla ghar, mere yaar dost shoot gye
ek Tinku ke sath jo spne dekhe, woh sare toot gye
nyi jagah ne dost, raaj nhi aati thi
ek din acha ayega, yeh maa muko samjaati thi
roz tha mein sochta, kaash hota iski uski tarah
hoti gadi ek paaltu kuta or ek ghar bda
aadhvi mein fail, ghar walo ko bola mein paas hai
2 saal bola jhuth, kha novi meri class hai
pakda gya ghar walo ka, name badnaam kiya
lahnat hai meri zindagi, na koi acha kaam kiya
ha na koi acha kaam kiya
vaisa tha mera kal, aisa hai mera aaj
kuch diye khol maine, kuch rakhe raaj
kuch rakhe raaj, maine kuch rakhe raaj
maine kuch rakhe raaj, kuch rakhe raaj
vaisa tha mera kal, aisa hai mera aaj
kuch diye khol maine, kuch rakhe raaj
kuch rakhe raaj, maine kuch rakhe raaj
maine kuch rakhe raaj, kuch rakhe raaj
fir aya meri zindagi mein, Hip Hop
baki sab doob gyi, akeli thi yhi hope
gareeb tha ghar, 2-4 hazaar ke liye promotion job
nakli pehne fuburu ka wear maine shon jhon
walkman jeb mein, head phone kaano par
karta tha perform akela, mein Eminam ke gaano par
diya jisne sath, woh thi meri badi behan
meri thi kahani jaise, 50 cent ka many man
relative sare jalte the, pyar na koi karta tha
jitni bhi thi mushkile, saamna mein krta tha
fir mil Li’le Golu, usne milvaya Raftaar se
ham tino ka tha guru, aur yhi sache yaar the
studio mein jatey the, dhakke roz khatey the
kaam nhi banta tha, khali hath atey the
umeed pr the kayam, lga dala sara damm
fir bhi na baat bni, jitna kiya utna kam
ek din Honey Singh ne, notice kiya ham ko
bhai ne studio mein, bulaya ham sab ko
mile bhai se to pta chla, ham the kitne bde
woh dikhai video hamein bhai ne, Badshah ki
hamne kiya kaam, diye name ham tino ko
sabke muh bnd tha shakk jnko
bhai ne bnaya hamein
mafia mandeer dekhi ham sab ne badi tasveer
fir huya kuch aisa, maine shod diya crew
yeh nhi btaunga, ke shoda maine kyu
ha shoda maine kyu
vaisa tha mera kal, aisa hai mera aaj
kuch diye khol maine, kuch rakhe raaj
kuch rakhe raaj, maine kuch rakhe raaj
maine kuch rakhe raaj, kuch rakhe raaj
vaisa tha mera kal, aisa hai mera aaj
kuch diye khol maine, kuch rakhe raaj
kuch rakhe raaj, maine kuch rakhe raaj
maine kuch rakhe raaj, kuch rakhe raaj
fir mila Areax, usne milvaya Gaurav ji se
Gaurva ji ne pucha kya bnna chahte ho
kya chahiye tujhe
maine bola ki mujhko bann rapper hai
sab theek thak mujhko banna sabse better hai
nikala gana 922, surat meri TV par ayi
socha ab ho gyi, yaaro ki full chdhai
par kya pta mujhko abhi struggle kitna baki hai
ek gana ana bahr bilkul bhi nakafi hai
fir mile JSL mujhe paaji unhone bnaya
Ikka ko Ikka se Mr. Ikka
mein fan bhagat Singh ka
jyric leel nominated jeet
Ikka JSL Punjab top maine
aaj gaadi bhi hai, paltu kutta aur ek acha ghar hai
pita ji ka peena daaru, abhi toh kal hai
mummy papa khush kuki, unke bete ka name hai
aaj apni mehnat se jeeta, maine pehla inaam hai
yeh thi meri kahaani, samay khi na khi ek ek ka hai
yeh umeed mehnat ha its called yeh yeh yeh yeh yeh yeh ok
repeat
vaisa tha mera kal, aisa hai mera aaj
kuch diye khol maine, kuch rakhe raaj
kuch rakhe raaj, maine kuch rakhe raaj
maine kuch rakhe raaj, kuch rakhe raaj
vaisa tha mera kal, aisa hai mera aaj
kuch diye khol maine, kuch rakhe raaj
kuch rakhe raaj, maine kuch rakhe raaj
maine kuch rakhe raaj, kuch rakhe raaj


Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*